Jubin Nautiyal – Bedardi Se Pyaar Ka Lyrics
Bedardi Se Pyaar Ka Song Video – Jubin Nautiyal
Bedardi Se Pyaar Ka
Lyrics by Jubin Nautiyal is
brand new Hindi song sung by Jubin Nautiyal and this latest song is
featuring Gurmeet Choudhary, Sherine Singh, Kaashish Vohra, Altamash
Faraz. Bedardi Se Pyar Ka song
lyrics are penned down by Manoj Muntashir
while music is given by Meet Bros and
video is directed by Ashish Panda.
Bedardi Se Pyaar Ka Song Details:
Song: Bedardi Se Pyaar Ka
Singer: Jubin Nautiyal
Lyrics: Manoj
Muntashir
Music: Meet Bros
Starring: Gurmeet
Choudhary, Altamash Faraz, Kaashish Vohra, Sherine Singh
Label: T-Series
Bedardi Se Pyaar Ka Lyrics In English
Yeh Soch Ke
Dil Mera
Zoron Se
Dhadakta Hai
Kisi Aur
Chhat Pe Kyun
Mera Chand
Chamakta Hai
Yeh Soch Ke
Dil Mera
Zoron Se
Dhadakta Hai
Kisi Aur
Chhat Pe Kyun
Mera Chand
Chamakta Hai
Hum Doob
Gaye Jana
Aankhon Ke
Pani Mein
Jane Woh
Kaise Log The
Jinko Kinara
Mila
Bedardi Se
Pyar Ka
Bedardi Se
Pyaar Ka Sahara Na Mila
Sahara Na
Mila
Aisa Bichda
Woh Mujhko Na Dobara Mila
Bedardi Se
Pyar Ka Sahara Na Mila
Aisa Bichda
Woh Mujhko Na Dobara Mila
Bedardi Se
Pyaar Ka
Humein Pyar
Ab Dobara
Hona Bahut
Hai Mushkil
Chhoda Kahan
Hai Tumne
Humko Kisi
Ke Kaabil
Humein Pyar
Ab Dobara
Hona Bahut
Hai Mushkil
Chhoda Kahan
Hai Tumne
Humko Kisi
Ke Kaabil
Humne Chirag
Leke
Chhane Hai
Raste Saare
Paya Nahi
Kisi Ko
Dil Mein
Siwa Tumhare
Kehte Hai
Dhundho Toh
Rab Bhi Mil
Jata Hai
Haaye
Naseeba Ishq Na Humko
Humara Mila
Bedardi Se
Pyar Ka
Bedardi Se
Pyaar Ka Sahara Na Mila
Sahara Na
Mila
Aisa Bichda
Woh Mujhko Na Dobara Mila
Har Waqt
Andhera Hai Dil Mein
Chahe Dhoop
Rahe Ya Raat Rahe
Kuch Bhi Toh
Nahi Badla Hum Mein
Barbaad The
Hum Barbaad Rahe
Hum Jiske
Liye Duniya Bhoole
Usko Bhi
Kahan Hum Yaad Rahe
Humein Apne
Muqadar Se
Bas Ek
Shikayat Hai
Kya Baat Hui
Kyun Sath Na Humko
Tumhara Mila
Bedardi Se
Pyar Ka
Bedardi Se
Pyaar Ka Sahara Na Mila
Sahara Na
Mila
Aisa Bichda
Woh Mujhko Na Dobara Mila
Bedardi Se
Pyar Ka Sahara Na Mila
Aisa Bichda
Woh Mujhko Na Dobara Mila
Dobara Mila
Labels: hindi, Jubin Nautiyal
0 Comments:
Post a Comment
Subscribe to Post Comments [Atom]
<< Home